Photo Courtesy-Microsoft Copilot
"Chhoti Si Meri Parvati" Bhajan is a sweet devotional song which shows the devotion, love and loyalty of Parvati ji towards Bholenath (Lord Shankar). In this bhajan, the feeling of Parvati ji's Nirjal fast, offering Belpatra, Bhaang-Dhatura and bringing water from Ganga-Jamuna has been expressed in beautiful words.
🙏 Features of the bhajan:
- Worship of Bholenath and Parvati ji
- Nirjal fast and pure devotion
- Tradition of offering Belpatra, Bhaang-Dhatura and water
- Suitable for Shivratri and Sawan month
Chhoti Si Meri Parvati
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Nit Ganga Jamuna Jaati Thi,
Jal Bhar Bhar Kar Vo Laati Thi.
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Nit Baag Bagicha Jaati Thi,
Wo Bhang Dhatura Laati Thi.
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Nit Baag Bagicha Jaati Thi,
Wo Bel Patra Tod Le Aati Thi.
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi.
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi.
Listening to this bhajan awakens the feeling of devotion to Shiva and worship of Parvati.
Hashtags: #chhotisimeriparvati #shivbhajan #bholenathbhajan #shivpoojabhajan #nirjalvrat #parvatiji #shankarbhajan #savanbhajan #shivratribhajan #bhaktigeet
Comments
Post a Comment